Friday, 17 January 2014

Ye khushbu ye hawa aapke naam kar di,

Ye khushbu ye hawa aapke naam kar di,
Mausam ki har ada aapke naam kar di.
Dil ne chaha aaj kuch khaas tohfa de aap ko!
Tu dil se nikli har dua aapke naam kar di.

Aameen

No comments:

Post a Comment