Friday, 17 January 2014

Dua hai

Dua hai ki kamyabi ke har Mor par aap ka naam ho,
Aapke har kadam par duniya ka salam ho .
Himmat se mushkilo ka samna karna !
Hamari Dua hai k waqt bhi ek din aap ka ghulam ho.

Aameen

No comments:

Post a Comment