Wednesday, 29 January 2014

Anni Dia Putra TAMBOO Koi Le Gya

2 dost safar pay ja rahe thay
Rastay main raat ho gai wo tamboo laga kar so gay
Adi raat ko 1 ki ankh khuli us nay 2nd walay ko jaga kar kaha asman ki traf dekh kr btao kya nazar ata ha
2nd:Bohat saray sitaray
1st:Is se kya pata chalta he
2nd:yehi k asman khubsurat or roshan ha
1st:
Anni dia Putra TAMBOO koi le gya

No comments:

Post a Comment